Music : ………………….
Male : Aaghosh mein na rehne doon tujhe ek bhi pehar
Meri baahon mein hi toh beetegi teri shaamon shehar
Aaghosh mein na rehne doon tujhe ek bhi pehar
Meri baahon mein hi toh beetegi teri shaamon shehar
Male : Raahatein doon main tujhko ya bechainiyaan main doon
Ban jaaun main wafa teri ya main bewafa banoon
Male : Tujhe choom loon tujhe thaam loon tujhe doon sukoon ya teri jaan loon
Aadat banoon main aisi teri tu ho besabar jo tera naam loon
Tujhe choom loon tujhe thaam loon tujhe doon sukoon ya teri jaan loon

Humming : Haa aaa aaa aaa haaa aaa…
Male : Bewafai ka behayai ka saara zamaana
Na iraade hain nek mere khwahish tujhko sataana
Bewafai ka behayai ka saara zamaana
Na iraade hain nek mere khwahish tujhko sataana
Male : Itna paagal main kar doon ishq mein kha le tu jo zehar
Ab reh na paaye tu door mujhse lipte ke jaise lehar
Aa bhiga doon main tere jism ko pyaasa rehne na doon
Teri saanson ko tujhse jee loon aaja baahon mein tu