Tujhe Haaye Lage Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Tujhe Haaye Lage Song Lyrics is a track from So Lost, So Found Hindi Album-2026, Starring King. This song was sung by King. Music was composed by Aditya Pushkarna and lyrics work penned by King.
Music : ……………………..
Male : So lost so found
Male : Ja tujhe haaye lage meri ja ja
Tujhe haaye lage meri ja ja
Tu roye mere bina ja
Tujhe haaye lage meri ja ja
Male : Tujhe haaye lage meri ja ja
Tujhe haaye lage meri ja ja
Tu roye mere bina ja
Tujhe haaye lage meri
Male : Bas maangu ek hi dua
Mere gham tere ho jaayein
Teri khushiyaan jo bhi hon
Sab meri ho jaayein
Male : Baarish ki boondein bhi
Tujhe chhoone se katraayein
Tera sapna jo bhi ho
Sapna hi reh jaaye
Male : Ja tujhe haaye lage meri ja ja
Tujhe haaye lage meri ja ja
Tu roye mere bina ja
Tujhe haaye lage meri ja
Male : Pehle achhaai dikhti thi
Ab dikhti kamiyan hi hain
Pehle bahaaron sa sab tha
Ab aadhi toofaan hi hai
Male : Kya-kya kar jaate hum kya
Ho tune parkha nahi hai
Har hukm sar aankhon par tha
Ab teri koi parwaah nahi hai
Male : Ja o tujhe haaye lage meri ja ja
Tujhe haaye lage meri ja ja
Tu roye mere bina ja
Tujhe haaye lage meri
Male : Ye dil tujh pe na aata
To kharche uthaata nahi main
Wafaon ke daave na hote
To karze chukaata nahi main
Male : Kyun mujhe uksaaye jab mera dil
Ladne ko kehta hi nahi hai?
Kyun mujhe rakha hai
Jab tere dil mein hi raaja rehta nahi hai?
Male : Mujhmein kamiyan gina dena
Jab koi aur pasand aaye
Woh chaahe rakh bhi le khoobiyaan sau
Par tujhe meri hi kami khaaye
Male : Ja tujhe haaye lage meri ja ja
Tujhe haaye lage meri ja ja
Tu roye mere bina ja
Male : Tujhe haaye lage meri ja ja
Tujhe haaye lage meri ja ja
Tujhe haaye lage meri ja ja
Tu bhi roye mere bina ja
Tujhe haaye lage meri
Male : Tujhe haaye lage meri ja
Tujhe haaye lage meri ja
Tu na roye mere bina
Bas tujhe haaye lage meri
Music : ……………………..