Shala La Baby Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Shala La Baby Song Lyrics is a track from Andaaz Hindi Film-2003, Starring Akshay Kumar, Lara Dutta, Priyanka Chopra and Others. This song was sung by Alka Yagnik and Shaan. Music was composed by Nadeem-Shravan and lyrics work penned by Sameer Anjaan.

 

 

 

 

Music : …………………………

 

Female : Shala la baby bolo
Shala la baby bolo
Shala la baby bolo
Shala la la

 

Female : Aaye jo sapno mein baar baar
Hai mere dil ko aitbaar
Aayejo sapno mein baar baar
Hai mere dil ko aitbaar

 

Female : Aayega ek din woh mera yaar
Aayega ek din woh mera yaar
Main uski ho jaaongi
Paar mein uske kho jaaongi
Main uski ho jaaongi
Paar mein uske kho jaaongi

 

Female : Shala la baby bolo
Shala la baby bolo
Shala la baby bolo
Shala la la

 

Male : Aaye jo sapno mein baar baar
Hai mere dil ko aitbaar
Aaye jo sapno mein baar baar
Hai mere dil ko aitbaar

 

Male : Aayega ek din woh mera yaar
Aayega ek din woh mera yaar
Main uska ho jaaonga
Pyaar mein uske kho jaaonga
Pyaar mein uske kho jaaonga

 

Female : Shala la baby bolo
Shala la baby bolo
Shala la baby bolo
Shala la la

 

Music : …………………

 

Humming : ………………..

 

Female : Aankhon se neende churata hai
Sari sari raat jagata hai
Betabiyon ko badhata hai
Mujhko bada tadpata hai

 

Male : Duniya se begana hai
Mujhko use samjhana hai
Dil uska deewana hai
Ishq hai kya ab jana hai

 

Male : Uspe karoonga main jaanisar
Hai mere dil ko aitbaar
Uspe karoonga main jaanisar
Hai mere dil ko aitbaar

 

Female : Aayega ek din wo mera yar
Aayega ek din wo mera yar
Main uski ho jaaungi
Pyar main uske kho jaaungi
Main uski ho jaaungi
Pyar main uske kho jaaungi

 

Female : Shala la baby bolo
Shala la baby bolo
Shala la baby bolo
Shala la la

 

Humming : …………………….

 

Male : Mujhko jiski talaash hai
Usko nahin ehsaas hai
Woh mere kitne paas hai
Mere liye woh khaas hai

 

Female : Mujhsa kahin nahin payega
Itna mujhe tadpayega
Saamne mein jab woh aayega
Wapas phir nahi jayega
Cheena hai usne mera karaar
Hai mere dil ko aitbaar

Male : Aayega ek din wo mera yar
Aayega ek din wo mera yar
Main uska ho jaaunga
Pyar main uske kho jaaunga

Female : Main uski ho jaaungi
Pyar main uske kho jaaungi

 

Female : {Shala la baby bolo
Shala la baby bolo
Shala la baby bolo
Shala la la} (3)

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Andaaz