Humming : ……………….
Male : Yeh shaher hai aman ka yahan ki fiza hai niraali
Yeh shaher hai
Chorus : Aman ka
Male : Yahan ki fiza hai niraali
Male : Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Music : …………………….
Humming : ……………….
Male : Yahan dhoop hai yahan chaaon hai yahan chandni raat hai
Yahan roop hai yahan rang hai yahan husn ki baat hai
Humming : ……………….
Male : Yahan khwaab hai yahan jashn hai yahan mehfil hai jawan
Yahan shokiyaan madhoshiyaan yahan har taraf mastiyaan
Humming : ……………….
Male : Yeh shaher hai aman ka yahan ki fiza hai niraali
Yeh shaher hai
Chorus : Aman ka
Male : Yahan ki fiza hai niraali
Male : Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Music : …………………….
Humming : ……………….
Male : Yahan raag hai yahan paag hai yahan dil mein bas pyaar hai
Yahan dosti yahan zindagi dushman yahan yaar hai
Humming : ……………….
Female : Yahan chaahatein yahan raahatein yahan chand tare mile
Yahan sardiyan yahan garmiyan yahan sare mausam khile
Humming : ……………….
Female : Yeh shaher hai aman ka yahan ki fiza hai niraali
Yeh shaher hai
Chorus : Aman ka
Female : Yahan ki fiza hai niraali
Female : Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Yahan pe sab shanti shanti hai
Shanti shanti shanti shanti