Aye Mere Watan Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Aye Mere Watan Song Lyrics is a track from The Kumar Sanu Official Hindi Album-2026, Starring Kumar Sanu. This song was sung by Kumar Sanu. Music was composed by Raja Ali and lyrics work penned by Ahmed Seddiqi.
Music : …………….
Male : Aye mere watan jab tak hai dam
Har saans tujh pe qurbaan meri
Har dhadkan par hai naam tera
Tujh pe arpan hai jaan meri
Music : …………….
Male : Aye mere watan jab tak hai dam
Har saans tujh pe qurbaan meri
Har dhadkan par hai naam tera
Tujh pe arpan hai jaan meri
Male : Tere hi ambar ke hum sab hain sitare
Ganga yamuna to sangam ke hain dhare
Teri hi mitti mein hum mar mit jaaye
Aathon pahar hum to tere hi gun gaaye
Male : Vande mataram vande mataram
Vande mataram vande mataram
Music : …………….
Male : Yaaron mera dharm tiranga
Naam mera hai hindustan
Is mitti se janam liye hum
Mera bharat mahaan
Male : Tujh mein yun kho jaaun
Namastak ho jaaun
Male : Teri hi bhakti ne shakti diya humko
Hum bhagyashali hai apnana liya humko
Teri hi hawa mein saansein ye hamari
Mar ke bhi juda na ho aisi hai yaari
Male : Vande mataram vande mataram
Vande mataram vande mataram
Hindi lyrics are not available for this song yet.