Alla Miya Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Alla Miya Song Lyrics is a track from Hawas Hindi Film – 2004, Starring Meghna Naidu, Shawar Ali, Tarun Arora and Others. This song was sung Sunidhi Chauhan and Daboo Malik. Music was composed by Daboo Malik and lyrics work penned by Praveen Bhardwaj.

 

Female : {Maine dil tujhko diya
Tune dil mujhko diya
Jaane kya jaadu kiya
Aalah miya..} (2)

 

Female : Aalah miya aalah miaya
Aalah miya aalah miaya
Aalah miya aalah miaya
Aalah miya..

 

Male : Tu bhi deewani hui
Mai bhi deewana hua
Dil ye betab hua
Aalah miya..

 

Male : Aalah miya aalah miaya
Aalah miya aalah miaya
Aalah miya aalah miaya
Aalah miya..

 

Female : Log ye kehte rahe
Ishk hai ek saza
Wo ye jaane nahi
Hai isme kitna maza

 

Log ye kehte rahe
Ishk hai ek saza
Wo ye jaane nahi
Hai isme kitna maza

 

Female : Tu meri jaan bane
Mai teri jaan banu
Humne wada ye kiya
Aalah miya

 

Female : Aalah miya aalah miaya
Aalah miya aalah miaya
Aalah miya aalah miaya
Aalah miya..

 

Male : Tu bhi deewani hui
Mai bhi deewana hua
Dil ye betab hua
Aalah miya

 

Male : Aalah miya aalah miaya
Aalah miya aalah miaya
Aalah miya aalah miaya
Aalah miya..

 

Female : Teri nazro ne chua
Aag is tan me lagi
Yuhi mai jalti rahu
Chahat kuch aisi jagi

 

Male : Teri nazro ne chua
Aag is tan me lagi
Yuhi mai jalta rahu
Chahat kuch aisi jagi

 

Female : Pyas teri bhi wahi
Pyas meri bhi wahi
Pyasa hai ye jiya
Aalah miya

 

Female : Aalah miya aalah miaya
Aalah miya aalah miaya
Aalah miya aalah miaya
Aalah miya..

 

Female : Maine dil tujhko diya
Tune dil mujhko diya
Jaane kya jaadu kiya
Aalah miya

 

Both : Aalah miya aalah miaya
Aalah miya aalah miaya
Aalah miya aalah miaya
Aalah miya..

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Hawas - 2004 Film