Khushiyon Ke Din Manaaye Jaa Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Khushiyon Ke Din Manaaye Jaa Song Lyrics is a track from Afsana Hindi Film -1951, Starring Ashok Kumar, Veena, Jeevan, Pran, Cuckoo, Baby Tabassum, Ratan Kumar and Others. This song was sung by Lata Mangeshkar. Music was composed by Husnlal -Bhagatram and lyrics work penned by Asad Bhopali.
Female : Khushiyon ke din manaaye jaa
Dil ke taraane gaaye jaa
Tujh ko jawaani ki qasam
Dil kii lagi bujhaaye jaa
Female : Duniya meri basaaye jaa
Aajaa piyaa aajaa piyaa
Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon
Female : Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon
Female : Zaahid yoonhi badnaam hai
Gham se tujhe kyaa kaam hai
Ye muskuraati zindagi
Zindaadili kaa naam hai
Female : Dil dil se muskuraaye jaa
Kuchh gaaye jaa bal khaaye jaa
Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon
Hindi lyrics are not available for this song yet.