Ladki Badi Anjaani Hai Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Ladki Badi Anjaani Hai Song Lyrics is a track from Kuch Kuch Hota Hai Hindi Film – 1998, Starring Shah Rukh Khan, Kajol, Rani Mukerji, Salman Khan, Sana Saeed and Anupam Kher. This song was sung Kumar Sanu and Alka Yagnik. Music was composed by Jatin – Lalit and lyrics work penned by Sameer Anjaan.
Whistling : …………………………..
Chorus : Hoo ooo….(4)
Male : Heyy ey hey ey ey ey
Female : Laa la laa la la lala
Male : Ladaki badi anjani hai
Sapna hai sach hai kahani ha
Dekho yeh pagali bilkul na badli
Yeh toh vohi deewani hai
Male & Chorus : Hoo ooo….(4)
Female : Ladka bada anjana hai
Sapna hai sach hai fasana hai
Hay hay yeh pagla bilkul na badla
Yeh toh vohi divana hai
Female & Chorus : Hoo ooo….(4)
Chorus : Haa…aa…aaa…aaa…(2)
Female : Pas rehke bhi thi doori
Jane kaise thi majburi
Vakt woh bhi ajib tha
Jab tu mere karib tha
Male : Kho gayi tu yeh kis jahan mein
Main waha hu dekh toh jara
Chorus : Hoo ooo….(4)
Female : Ladka bada anjana hai
Sapna hai sach hai fasana hai
Male : Dekho yeh pagali bilkul na badali
Yeh toh wohi deewani hai
Male & Chorus : Hoo ooo….(4)
Chorus : Hoo ooo….(4)
Male : Hum bheed mein bhi thi tanhayi
Yad har pal teri aayi
Roke koyi mujhe jara
Bhar na aaye yeh dil meraa
Female : Behke behke mere kadam hain
Aise mein tu sambhal toh jara
Chorus : Hoo ooo….(4)
Male : Ladaki badi anjani hai
Sapna hai sach hai kahani hai
Female : Haan haan yeh pagla bilkul na badla
Yeh toh wohi deewana hai
All : Hoo ooo….(4)
Chorus : Hoo ooo….(4)
Female : Tumne na jane kya sapne dikhaye
Male : Jage na sota hai
Female : Kuchh kuchh hota hai
Male : Kuchh kuchh hota hai
Female : Kuchh kuchh hota hai
Male : Kuchh kuchh hota hai…..
Hindi lyrics are not available for this song yet.