Naa Tere Jaisa Yaar Mileya Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Naa Tere Jaisa Yaar Mileya Song Lyrics is a track from Heer Express Hindi Film – 2025, Starring Sanjay Mishra, Bogdana Orleanova, Ashutosh Rana and Meghna Malik. This song was sung by Altamash Faridi and Shreya Jain. Music was composed by Tanishk Bagchi and lyrics work penned by Shloke Lal.

 

Male : Main yaara tujhse hi chala
Haan tujh pe hi aake ruka
Tu manzil safar tu mera
Jahaan main khud se hoon mila
Jidhar main sajde mein jhuka
Hai wo rab ka ghar tu mera

 

Male : Chahe main kisi bhi raaste chalun
Rahein saari tujh tak laaye mujhe
Haathon ki lakeeron mein likha hai tu
Yaara yun hi nahi mileya

 

Male : Dhoonde aave main saari ki saari duniya
Dhoonde aave main saari ki saari duniya
Na tere jaisa yaar mileya
Na tere jaisa yaar mileya

 

Male : Ghoome aave main saari ki saari duniya
Ghoome aave main saari ki saari duniya
Na tere jaisa yaar mileya
Na tere jaisa yaar mileya

 

Male : Ho beliyaan ye pyaar tera
Haq mera haqdar mera
Bin tere kirdaar mera aadha

 

Male : Jo dekhun yaar to eid manawa
Aaj main geet shagun de gawa
O jinevaari bhi main duniya te aawa
Banu main har vaar tera

 

Female : Jannaton mein kahin aasman mein
Banti hai choodiyan jahaan mein
Pahuncha hai mera armaan hi
Hai jo maange wahi mileya

 

Female : Dhoonde aave main saari ki saari duniya
Dhoonde aave main saari ki saari duniya
Na tere jaisa yaar mileya
Na tere jaisa yaar mileya

 

Female : Ghoome aave main saari ki saari duniya
Ghoome aave main saari ki saari duniya
Na tere jaisa yaar mileya
Na tere jaisa yaar mileya

 

Male : Ho dil gaya mehrma ve
Teri aayi pe main mar jaawa
Female : Ho dil gaya mehrma ve
Teri aayi pe main mar jaawa

 

Male : Haan main mar jaawa haan main mar jaawa
Haan main mar jaawa
Haan main mar jaawa haan main mar jaawa
Haan main mar jaawa

 

Male : Ho dil gaya mehrma ve
Teri aayi pe main mar jaawa
Ho dil gaya mehrma ve
Teri aayi pe main mar jaawa

Song Details

Official Video

Share this song: