Bailamos Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Bailamos Song Lyrics is a track from Apni Dhun Hindi Album – 2024, Starring Payal Dev, Badshah, and Aditya Dev. This song was sung by Payal Dev. Music was composed by Aditya Dev and lyrics work penned by Badshah.

 

 

Humming :  ……………..

 

Female : Tarse dil aake mil
Mujhko kyun tadpaata hai
Khul ke bol munh toh khol
Keh de jo kehna chahta hai

 

Female : Chal teri karein aisi teisi
Aur aankhon mein hai mastiyaan
Aaja milke hum aag laga de
Jala de yahaan bastiyan

 

Female : Bailamos aane de toofaan tu
Mujhko dekh ke aise hua kyun hai hairaan tu
Bailamos kehna mera maan tu
Ya toh ban ja tu jaan ya le le meri jaan tu

 

Female : Yeh raat hai ismein sitaare
Dekhe humein hi saare ke saare
Hawa meri zulfon se khele
Aur tu meri zulfein sawaare

 

Female : Teri nazar karti asar
Chhodi nahin koi kasar
Chehra milta hai kyun
Tera us chaand se hubahu

 

Female : Bailamos aane de toofaan tu
Mujhko dekh ke aise hua kyun hai hairaan tu
Bailamos kehna mera maan tu
Ya toh ban ja tu jaan ya le le meri jaan tu

Song Details

Official Video

Share this song: