Maa Ka Bulawa Aaya Hai Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Singer : Jubin Nautiyal
Music by : Payal Dev
Lyrics by : Manoj Muntashir
Male : Unche unche parvat gaye
Humko aapne pass bulaye
Kismat wale hote hain wo
Maa jinko awaj lagaye
Male : Sapne mein jagadamba ne
Aap na dwar dikhaya hai…
Aaj to rukna muskil hain
Maa ka bulawa aaya hain
Male : Sapne mein jagadamba ne
Aap na dwar dikhaya hain
Aaj to rukna muskil hain
Maa ka bulawa aaya hain
Aaj to rukna muskil hain
Maa ka bulawa aaya hain
Male : Mere ankhon mein jo dekhi
Tune pid thodi si bhi
Haste haste mayi tere
Naina bhare hain
Male : Mere ankhon mein jo dekhi
Tune pid thodi si bhi
Haste haste mayi tere
Naina bhare hain
Male : Tere jaisa koun jag mein
Jaab chube hain kate paag mein
Mujhe se pehle mayi tere
Aashu gire hain…
Male : Beta maa ko bhul bhi jaye
Maa ne kahaa bhulaya hain
Aaj to rukna muskil hai
Maa ka bulawa aaya hain
Male : Sapne mein jagadamba ne
Aap na dwar dikhaya hain
Aaj to rukna muskil hain
Maa ka bulawa aaya hain
Aaj to rukna muskil hain
Maa ka bulawa aaya hain
Male : Thodi thodi chadte jaoo
Kehte jao jai mata di
Pass bahot hain maa ka mandir
Saab dohrao hai mata di
Male : Rukne paye na jaikara
Sare gao jai maata di
Sare gao jai maata di…
Male : Pav ke chale bhol rahe hain
Maa ke siva saab maaya hain
Aaj to rukna muskil hain
Maa ka bulawa aaya hain
Male : Sapne mein jagadamba ne
Aap na dwar dikhaya hain
Aaj to rukna muskil hain
Maa ka bulawa aaya hain
Aaj to rukna muskil hain
Maa ka bulawa aaya hain
Male : Sapne mein jagadamba ne
Aap na dwar dikhaya hain
Aaj to rukna muskil hain
Maa ka bulawa aaya hain
Aaj to rukna muskil hain
Maa ka bulawa aaya hain…
Hindi lyrics are not available for this song yet.