Doubtwa Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Doubtwa Song Lyrics is a track from Laapataa Ladies Hindi Film – 2024, Starring Atishay Jain Akhil, Shivam Ghawariya and Nitanshi Goel. This song was sung by Sukhwinder Singh, music composed by Ram Sampath and lyrics written by Divya Nidhi Sharma.

 

Male : Arey bahoot jaada shady hain
Bahoot seyani lady hain

 

Male : Arey bahoot jaada shady hain
Bahoot seyani lady hain
Kya oo gadabad hain jisko
Karne ko ye to ready hain

 

Male : Ye sutli wala boom
Machis ki priyatam
Arey shak hai humko kardegi tabah

 

Male : Maan karta hain shoutva
Ee kanya pe doubtwa
Maan karta hain shoutva
Ee kanya pe doubtwa

 

Male : Bahoot sharp lugai hain
Jaane kahan se ye aayi hain
Iske piche cia hain
Aur aage cbi hain…

 

Male : Ye sutli wala boom
Machis ki priyatam
Arey shak hai humko kardegi tabah

 

Male : Maan karta hain shoutva
Ee kanya pe doubtwa
Buddhi hai knock outva
Ee kanya pe doubtwa

 

Male : Maan karta hain shoutva
Ee kanya pe doubtwa
Maan karta hain shoutva
Ee kanya pe doubtwa…

Song Details

Official Video

Share this song: