Oh Jaaniya Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Oh Jaaniya Song Lyrics is a track from Wedding Pullav Hindi Film – 2015, Starring Rishi Kapoor, Satish Kaushik, Himani Shivpuri, Parmeet Sethi and Upasana Singh. This song was sung by Salim Merchant, Shreya Ghoshal and Raj Pandit. Music was composed by Salim-Sulaiman and lyrics work penned by Irfan Siddiqui.
Male : Soch mein hun zara
Yeh kya ho gaya
Lag raha hai mujhe
Sab naya naya…
Male : Oh jaaniya..
Haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Thune mujhe kya kar diya hu…
Female : Chid gaya aap hi tu woh saaz hai
Khul gaya aap hi tu woh raaz hai
Male : Oh jaaniya..
Haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Thune mujhe kya kar diya
Male : Khwabon ne guzaarishan ki
Aankhon ne shikayatein ki
Neend aayi na haaye
Saanson ne sifarishein ki
Dillon ne himakatein ki
Hui inteha haaye..
Dil ko lihaza pyaar ho gaya
Male : Jaise honthon pe halki si
Aayi hai hasi lekin
Aankhe yeh geeli ho
Tu hai wo aansu jaaniya
Haan o waise nadan hu
Hairan hu thoda pareshan hoon
Samjhaoo kya khud ko
Haans do ya rau du jaaniya..
Female : Haan jaagi in khawahishon ko
Kaise main sulaun janiya
Haan jo bhi ho raha hai
Kaise main chupao jaaniya
Male : Oh jaaniya..
Haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Thune mujhe kya kar diya
Hindi lyrics are not available for this song yet.