LYRIC

Singer : Kailash Kher

Music by : Shekhar Sirrinn

Male : Ya khudara maaf kar
Ya khudara maaf kar
Mera mera insaaf kar
Ya khudara maaf kar

Male : Kyun ufanta hai samandar
Seene ke ek kone mein
Ho kyun ufanta hai samandar
Seene ke ek kone mein

Male : Khwa ke gardish khwahishe
Aab aag behti rone mein
Aag behti rone mein

Male : Ya khudara maaf kar
Mera mera insaaf kar
Ya khudara maaf kar

Male : Teri nazrein ho karam ab
Maatam-e-halaat hai
Oh teri nazrein ho karam ab
Maatam-e-halaat hai

Male : Chal rahi saansein magar
Rooh meri bejaan hai
Rooh meri bejaan hai

Male : Ya khudara maaf kar
Mera mera insaaf kar
Ya khudara maaf kar
Ya khudara maaf kar…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT