LYRIC

Singer : Neha Kakkar

Music by : Tanishk Bagchi

Lyrics by : Jaani

Female : Tere bina ye badal haaye
Ho gaye hain paagal haaye
Bijliya gere hain

Female : Tum pata nahi ab kiske ho
Rabb hi jaane jiske ho
Par hum toh tere hain

Female : Kuchh kar tu mere liye
Maine toh tere liye
Maine toh abb tak yaara
Shaadi na karvai

Female : Maine hahaha oh maine
Maine payal hain chhankai
Ab to aaja tu harjai

Female : Maine payal hain chhankai
Ab to aaja tu harjai…
Meri saanson mein tu hain basa
O sajna aaja na ab tadpa
O sajna aaja na ab tadpa

Female : Yahi umar hoti hain pyar ki
Yahi toh hoti raatein
Karte karte mar na jaayein
Tasveer teri se baatein

Female : Ho oh oh ho oh oh

Female : Yahi umar hoti hain pyar ki
Yahi toh hoti raatein
Karte karte mar na jaayein
Tasveer teri se baatein

Female : Mujhe yeh parson aaya sapna
Phir neend na aayi
Titli thi koyi tune
Tere honthon se lagai

Female : Maine payal hain chhankai
Maine payal hain chhankai
Ab toh aaja tu harjai
Maine payal hain chhankai
Ab tog aaja tu harjai

Female : Meri saanson mein tu hain basa
O sajna aaja na ab tadpa
O sajna aaja na ab tadpa

Female : Ho hansna chhod denge

Female : Choodiyan tod denge

Female : Nishaani mod denge

Female : O sajna

Female : Nain na so rahe hain

Female : Dupatte odh rahe hain

Female : Haaye paagal ho rahe hain

Female : O sajna

Female : O jeene ke din reh gaye dhai

Female :  O jeene ke din reh gaye dhai
Ab toh aaja tu harjai
Jeene ke din reh gaye dhai
Ab toh aaja tu harjai

Female : Meri saanson mein tu hain basa
O sajna aaja na ab tadpa
O sajna aaja na ab tadpa….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT