LYRIC

Singer : K.K

Music by : Mithoon

Male : Musafir main hu yeh kis modd par,
Nazar mein nahi hai koi bhi dagar
Parinda jasie mere dar-badar
Yeh pauchey kahan hai
Mera ek basar..

Male : Jahan waqt ho thama
Aur ho sukun zara..

Male : Kyun tanhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan…
Dil ki duhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan…
Kyun yeh judaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan…
Rooh mein samaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan…

Male : Main hi nazar main hi zuban
Main hi to khwaish mein khawabo main hun…
Main hi asar main hi wajah
Main hi to apney irado mein hun…

Male : Kudh sey hi roshan roshan
Kudh ka hi main humdum
Kudh ka hun rehbar
Hai kudh pe yakin hai mujhe…

Male : Hmmmm..
Par apno sey fasley hain

Male : Kyun tanhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan…
Dil ki duhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan…
Kyun yeh judaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan…
Rooh mein samaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan…

Male : Ek ehsaan karde zaraa
Apni mohabbat ki dein dein panaah
Jeene ka hai tu hi sabab
Phir kya karoon me ye jazbaat bayaan..

Male : Tujhse judoon mein
Judaa hi rahoon mein
Teri hi wafaaon ke saaye mein yeh safar katee…

Male : Kyun tanhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan…
Dil ki duhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan…
Kyun yeh judaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan…
Rooh mein samaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan…

Male : Musafir main hu yeh kis modd par
Nazar mein nahi hai koi bhi dagar
Parinda jasie mere dar-badar
Yeh pauchey kahan hai
Mera ek basar..

Male : Jahan waqt ho thama
Aur ho sukun zara..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT