LYRIC

Singers : Mohana Sarkar and Sukhwinder Singh

Music by : Taabish Romani

Male : Maut ka zaayeka
Hota hain mazedaar

Female : Hota hain mazedaar

Female : Maut ka zaayeka
Hota hain mazedaar
Maut bhi sabko yaha
Milti hai ek baar

Male : Tu jee ke dikha de
Ya marr ke dikha de
Karna hain jo tujhko
Woh karke dikha de

Female : Jeena yaha sau
Baar marna ek baar

Male : Khabardaar khabardaar
Khabardaar khabardaar

Female : Khabardaar..

Male : Teri adaa duniya se judaa

Female : Jitni bhi chahe masti luta

Male : Teri adaa duniya se judaa
Jitni bhi chahe masti luta
Jaan hatheli pe rakh de
Teri jawani hain ek mazaa

Male : Tu kya hain yeh bata
Duniya ko yeh dikha
Tere jaisa na yaha
Hain koi dusra
Dam nikal jaayega sab ka
Tu hain jaandaar

Male : Khabardaar khabardaar
Khabardaar khabardaar

Female : Khabardaar..

Male : Ek raat ka hain yeh jalwa
Kya hain bharosa kal ka

Female : Ek raat ka hain yeh jalwa
Kya hain bharosa kal ka

Male : Yeh zindagi hai ek dilruba

Female : Yeh zindagi hai ek bewafa

Male : Nazron ke teer se
Tu bach na paayega
Aayega jaal mein
Toh fasta jaayega
Teri himmat ke iraade
Sab hain shaandaar

Male : Khabardaar khabardaar
Khabardaar khabardaar

Male : Maut ka zaayeka
Hota hain mazedaar
Maut bhi sabko yaha
Milti hai ek baar

Male : Tu jee ke dikha de ya
Marr ke dikha de
Karna hain jo tujhko
Woh karke dikha de
Jeena yaha sau
Baar marna ek baar

Male : Khabardaar khabardaar
Khabardaar khabardaar

Female : Khabardaar..
Khabardaar


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT