Mausam Hai Namkeen Sanwaria Song Lyrics is a track from Biwi Hindi Film – 1950, Starring Mumtaz Shanti, Veena, Madhuri, Al Nasir, Pran, Gulnar, Ramlal, Anjam, Sheela Verman and Others. This song was sung by Asha Bhosle and Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). Music was composed by Aziz Hindi and lyrics work penned by Nazim Panipati.
Singers : Asha Bhosle and Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Music Director : Aziz Hindi
Lyricist : Nazim Panipati
Female : Mausam hai namkeen
Sanwaria aaja re
Aaja re sanwaria aaja re
Female : Mausam hai namkeen
Sanwaria aaja re
Aaja re sanwaria aaja re
Female : Haan meri mann ki baaje bin
Haan meri mann ki baaje bin
Aaja re sanwaria aaja re hoi
Female : Mausam hai namkeen
Sanwaria aaja re
Aaja re sanwaria aaja re
Female : Main yaad karun ho tere ko
Tere ko tere ko ho
Tere ko tere ko
Tu bhul gaya hai mere ko
Mere ko mere ko ho
Mere ko mere ko
Aawaaze do teen
Aawaaze do teen
Ek do teen sanwariyaan
Aaja re sanwaria aaja re
Mausam hai namkeen
Sanwaria aaja re
Aaja re sanwaria aaja re
Female : Aayi aayi re aayi aayi re
Aayi raseeli raate ho
Ho aayi aayi raseeli raate ho
Ho jaaye do do baate re
Ho jaaye do do baate re
Ho jaaye do do baate re
Ho jaaye do do baate re
Female : Ye jeevan ho rangeen
Haan ye jeevan ho rangeen
Ek do teen sanwariyaan
Aaja re sanwaria aaja re
Mausam hai namkeen
Sanwaria aaja re
Aaja re sanwaria aaja re
Female : Bewaqt ke parvane se le dekh
Le dekh sajanva pyaar ke mele
Bewaqt ke parvane se le dekh
Le dekh sajanva pyaar ke mele
Female : Aahein dard badan si thi
Aahein dard badan si thi
Ek do teen sanwariyaan
Aaja re sanwaria aaja re
Mausam hai namkeen
Sanwaria aaja re
Aaja re sanwaria aaja re…