LYRIC

Singer : Sunidhi Chauhan

Music by : Anand Raj Anand

Female : {Jane jana jane jana
Jane jana jane jana
Tere ishq ki mai deewani
Mere rup ka tu mastana
Meri jaan kayamat hogi
Gairo ki taraf na jana} (2)

Female : Jane jana jane jana
Jane jana jane jana

Female : {Nazaro ki bat
Nazaro se tu
Ho jane de yaar
Ho jane de yaar} (2)

Female : Nazaro ki bat
Nazaro se tu
Ho jane de yaar
Tu kiska deewana hai
Tu kis se karta hai pyar

Female : Sabko ye raj bata de
Chhalka de ye paimana
Ye rat gawahi degi
Mai shama du parwana

Female : Jane jana jane jana
Jane jana jane jana

Female : {Arman tu mera
Mai jaan hu teri
Tu man ya na man
Pahchan hu teri} (2)

Female : Mere ishq ke aage teri
Masti bhi kya masti hai
Mere husan ke aage teri
Hasti bhi kya hasti hai

Female : Ye ishq ki mushkil rahe
Raho me fisal na jana
Ye tut ke chub jata hai
Shishe se na takarana

Female : Jane jana jane jana
Jane jana jane jana

Female : Tere ishq ki mai deewani
Mere rup ka tu mastana
Meri jaan kayamat hogi
Gairo ki taraf na jana

Female : {Jane jana jane jana
Jane jana jane jana} (3)


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT