LYRIC

Singers : MC Altaf, MC TodFod, 100 RBH-Maharya and Noxious D

Music by : Viveick Rajagopalan and Akshay Dhawan

Both : {Ae bhidu kya bolta hai…
Kaha se tu…
Kahan ka hai style…
Kar sakta hai rhyme…
Sahi time yehi…} (2)

Male : Its mc altaf…
Dharavi ki baat hai ye gully chhoti slum thi
Shaane saare ladke aur usmein se hum bhi
Sab kranti kaari chokre tu dena mat dhamki
Aage ki soch aur chhod baatein kalki
Toh sunn aaya naya daur tere saamne
Kala meri bhari aur kalam mere haath mein
Likha jo bhi likha in sadako pe seekha
Na gareeb main kahin ka per sangeet ka bhooka

Male : Haan mera naam maharya…
Sachai sunn le….
Mere gaane laate aandhi aur kraanti
Kyuki yaha sarkaar deti pareshaani
Nakli rapperon se chhidi gandagi mitaana
Mene thaana

Male : Kyuki yeh zamana vaisa banta jaa raha!
Haan maharya hai khaufnakh
Shabdon me taakat tere liye ghatak
Yeh dikhta hai aasaan
Mat kar tu iska apmaan
Warna paucha dunga tujhe shamshan ghat

Male : Mc tod fod mumbai 14 maari haan ha…
Na karu fake rap..na u wack tari jem
U karu real chat ne real act maru game
Failey kalaa prabhav the.. evu rakhu aim
Area na main logon mara ape mane kharu prem
Ek sathe jem raiti anek aa jaati
Karan aa mara hruday na khara swabhav ni
Badalto rup jevo dudh ma paani
Reyna street smart karu satya ni vaani

Both : Ae bhidu kya bolta hai…
Kaha se tu…
Kahan ka hai style…
Kar sakta hai rhyme…
Sahi time yehi….

Male : Mc noxious d
Ki sunna chaunda hai tu
Ki teri aawazch dabaav hai
In lafzaan di gehraaich maine bune
Apne khwaab ne
Putt mai iss mitti da aur khoonch
Hip-hop hai
Shabd mere avain jiddan
Mai likheya ittehaas hai
Mainu naaz hai ki mere khaas mere naal ne
Manzil de naal kahaani eddan di ke jinne faasle
Aavein jaavein ki nazaraan dovaan di rave samne
Ravaan achint avein jinni musibata saamne

Both : {Ae bhidu kya bolta hai…
Kaha se tu…
Kahan ka hai style…
Kar sakta hai rhyme…
Sahi time yehi….} (2)


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT