LYRIC

Singers : Shreya Ghoshal and Sunidhi Chauhan

Music by : Salim – Sulaiman

Female : Jalati dhup mein
Halaki hawa chal gayi
Mila bhrosha yar kaa
Ja phir sambhal gayi

Female : Khwahis sans le
Zanjeere pigal gayi
Saba ummid ko
Mathe peh yu mal gayi

Female : Sune sehrao mein
Hasrat pali hain
Hi tufan mein aaj
Yeh shamma jali hain

Female : Shayad hai yeh dosti
Ya iman kaa asar
Shayad hai yeh dosti
Ya iman kaa asar

Female : Aage kya likha
Hamko kya khabar

Female : Iman kaa asar
Iman kaa asar
Iman kaa asar
Iman kaa asar

Female : {Din mehak mehak gaya
Rat machal machal gayi
Chah jara tha abb magar
Niyat badal badal gayi} (2)

Female : Ho bechain jindagi suku paye
Hoy dil ki yeh aarju
Lab peh toh aaye

Female : Shayad hain yeh dosti
Ya iman kaa asar
Shayad hai yeh dosti
Ya iman kaa asar
Aage kya likha
Hamko kya khabar

Female : Iman kaa asar
Iman kaa asar
Iman kaa asar
Iman kaa asar

Female : Jalati dhoop mein
Halaki hawa chal gayi
Mila bhrosha yar kaa
Ja phir sambhal gayi

Female : Kaisa saj hai
Tanha ja behal gayi
Dhimi si tal par
Aasaye machal gayi

Female : Sune sehrao mein
Hasrat pali hain
Hi tufan mein aaj yeh
Shamma jali hain

Female : Shayad hain yeh dosti
Ya iman kaa asar
Shayad hain yeh dosti
Ya iman kaa asar
Aage kya likha
Hamko kya khabar

Female : Iman kaa asar
Iman kaa asar
Iman kaa asar
Iman kaa asar
Iman kaa asar
Iman kaa asar


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT