LYRIC

Singer : Alisha Chinoy

Music by : Sajid-Wajid

Female : Husn laajawab hoon
Shabab hi shabab hoon
Husn laajawab hoon
Shabab hi shabab hoon
Mohabbaton ki shaan hoon
Aashiqon ki jaan hoon
Abhi toh main
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main
Abhi toh main jawaan hoon

Female : Husn ki jo dhoop hai
Shiri sa mera roop hai
Husn ki jo dhoop hai
Shiri sa mera roop hai
Nadiya ki tez dhaar hoon
Sohni se bekaraar hoon
Laila ke dil ki baat hoon
Main heer ki zabaan hoon

Female : Abhi toh main
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main
Abhi toh main jawaan hoon

Female : Main jaam hoon bhara huaan
Main labon ki pyaas hoon
Main jaam hoon bhara huaan
Main labon ki pyaas hoon
Nazar jhuka ke dekh lo
Main dil ke aas paas hoon
Main aashiqon ki aarzoo
Main ishq ka bayaam hoon

Female : Abhi toh main
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main
Abhi toh main jawaan hoon

Female : Husn laajawab hoon
Shabab hi shabab hoon
Husn laajawab hoon
Shabab hi shabab hoon
Mohabbaton ki shaan hoon
Aashiqon ki jaan hoon

Female : Abhi toh main
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main jawaan hoon
Abhi toh main
Abhi toh main jawaan hoon


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT