LYRIC

Singer : Aakanksha Sharma

Music by : Amjad Nadeem

Female : Aa zara main tujhe
Pyar du aa zara
Aa zara main tujhe
Pyar du aa zara

Female : Quarbaan huwa huwa
Huwa hai aaj dil

Female : Jitni baar dekhu
Utni baar tujhpe
Pyaar aaye meri jaan

Female : Jitni baar dekhu
Utni baar tujhpe
Pyaar aaye meri jaan….

Female : Zulfon se khelo na
Baahon mein lelo na
Khud hi samajlo tum
Dil ki khwahish

Female : Mere labon ki tum
Pyaas bujhado na
Puri kardo na
Ye farmaish

Female : Nadaan huwa huwa
Huwa hai aaj dil…
Jitni baar dekhu
Utni baar tujhpe
pyaar aaye meri jaan
Jitni baar dekhu
Utni baar tujhpe
Pyaar aaye meri jaan

Female : Aa zara main tujhe
Pyar du aa zara
Aa zara main tujhe
Pyar du aa zara
Nadaan huwa huwa
Huwa hai aaj dil…

Female : Jitni baar dekhu
Utni baar tujhpe
Pyaar aaye meri jaan
Jitni baar dekhu
Utni baar tujhpe
Pyaar aaye meri jaan…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT